|
| |
|
| SH-40. |
Tarasti nigahaon
ki pyaas hain aap, Tadapti dil ki aas hain aap, Bujhti
zindagi ki saans hain aap, Phir kaise nah kahe ki kuch
khaas hain aap. |
| |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| SH-39. |
Ush din khuda
ney bhi jasn manaya hoga, Jis din aapko apne haaton
sey banaya hoga, Usney bhi bahahe honge aasoon, Jab
aapko bhej kar khud koh tanha paya hoga. |
| |
|
|
|
|
|
| SH-38. |
Deepak me
agar noor na hota, Tanha dil majboor na hota, Hum aapse
goodmrng kehne zaroor aate, Agar apka ghar itni dur
na hota. |
| |
|
|
|
|
|
| |
|
| |
|
| SH-37. |
Nazar tumhari,
Nazar hamari, Nazar ne dil ki nazar utari, Nazar ne
dekha nazar ko aise, Ki nazar dosti ko lage na hamari.
|
| |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| SH-36. |
Dosti agar
buri hai to use hone mat do, Ho gayi to use khone na
do, Aur agar dost ho sabse pyara to use sone mat do.......
!! JAGTE RAHO !! |
| |
|
|
|
|
|
| SH-05. |
Kasoor na
unka tha na hamara, Hum dono hi rishto ki rasam nibhate
rahe, Who dosti ka ehsaas jatate rahe, Hum mohabbat
ko dil me chhupate rahe. |
| |
|
|
|
|
|
| SH-34. |
Khuda se
koi baat anjaan nahi hoti, har insaan ki bandagi beimaan
nahi hoti, kabhi maanga hoga aapne 1 pyara sa dost,
yunhi aapki hamse pehchaan nahi hoti!! |
| |
|
|
|
|
|
| |
|
| |
|
| SH-33. |
Nikalte hain
aasoon jab mulaqat nahi hoti, Toot jata hai yeh dil
jab bat nahi hoti, Aapki jan ki kasam ea dost, Jab aapki
yaad nah aaye aisi koi sham nahi hoti. |
| |
|
|
|
|
|
| SH-32. |
Yahi to khubsurat
dosti ka nata hai... Jo bina kisi shart k jiya jata
hai... Rahe duriya darmiya to parwah nahi... Dost to
har pal dil me paya jata hai... |
| |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| SH-31. |
Dil torna
humari aadat nahi, Dil hum kissi ka dukhate nahi, Bharosa
rakhna meri wafaon pe, Dil mein basa kar hum kissi ko
bhulate nahi. |
| |
|
|
|
|
|
|
|
| |