|
| |
|
| SH-40. |
Tarasti nigahaon
ki pyaas hain aap, Tadapti dil ki aas hain aap, Bujhti zindagi
ki saans hain aap, Phir kaise nah kahe ki kuch khaas hain
aap. |
| |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
|
| SH-39. |
Ush din khuda ney
bhi jasn manaya hoga, Jis din aapko apne haaton sey banaya
hoga, Usney bhi bahahe honge aasoon, Jab aapko bhej kar khud
koh tanha paya hoga. |
| |
|
|
|
|
|
| SH-38. |
Deepak me agar
noor na hota, Tanha dil majboor na hota, Hum aapse goodmrng
kehne zaroor aate, Agar apka ghar itni dur na hota. |
| |
|
|
|
|
|
| |
|
| |
|
| SH-37. |
Nazar tumhari,
Nazar hamari, Nazar ne dil ki nazar utari, Nazar ne dekha
nazar ko aise, Ki nazar dosti ko lage na hamari. |
| |
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| SH-36. |
Dosti agar buri
hai to use hone mat do, Ho gayi to use khone na do, Aur agar
dost ho sabse pyara to use sone mat do....... !! JAGTE RAHO
!! |
| |
|
|
|
|
|
| SH-05. |
Kasoor na unka
tha na hamara, Hum dono hi rishto ki rasam nibhate rahe, Who
dosti ka ehsaas jatate rahe, Hum mohabbat ko dil me chhupate
rahe. |
| |
|
|
|
|
|
| SH-34. |
Khuda se koi baat
anjaan nahi hoti, har insaan ki bandagi beimaan nahi hoti,
kabhi maanga hoga aapne 1 pyara sa dost, yunhi aapki hamse
pehchaan nahi hoti!! |
| |
|
|
|
|
|
| |
|
| |
|
| SH-33. |
Nikalte hain aasoon
jab mulaqat nahi hoti, Toot jata hai yeh dil jab bat nahi
hoti, Aapki jan ki kasam ea dost, Jab aapki yaad nah aaye
aisi koi sham nahi hoti. |
| |
|
|
|
|
|
| SH-32. |
Yahi to khubsurat
dosti ka nata hai... Jo bina kisi shart k jiya jata hai...
Rahe duriya darmiya to parwah nahi... Dost to har pal dil
me paya jata hai... |
| |
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
|
| SH-31. |
Dil torna humari
aadat nahi, Dil hum kissi ka dukhate nahi, Bharosa rakhna
meri wafaon pe, Dil mein basa kar hum kissi ko bhulate nahi. |
| |
|
|
|
|
|
|
|
| |