| |
|
| |
|
| FLH-20. |
Shaktimaan Dusro
Se Lad Raha Hai, Batman Raat Mein Ghoom Raha hai, Spiderman
Diwaron Par Chad Raha hai, Aur Dobberman SMS Padh raha hai. |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Mr. Ranjan G. |
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
|
| FLH-19. |
Aap hamareee gali
main aayaa thora sa sharmaya thora sa muskuraya thora sa ghbharaya
ur phir zoor say bolay ! " Allah k naam pe dede baba". |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Miss Soma N. |
|
|
|
|
|
| FLH-18. |
Aap kya jano hum
apko kitna yaad karte hai, Harpal aapki faryad karte hai,
Roz khat likhte hai Cartoon network ko, Aap ko dikhane ki
mang karte hai... |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Miss Annesha
M. |
|
|
|
|
|
| |
|
| |
|
| FLH-17. |
Taza Hawa ka Jhoka
Aaya... Khushbu teri sath laya... Phir mere dil me khayal
aaya... Ke Lagta hai ki... Aaj bhi TU... Nahin 'NAHAYA'. |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Mr. Uday C. |
|
|
|
|
|
| FLH-16. |
Mere Marne ke baad
aey dost aansoo mat bahana... agar yaad aaye meri to seedhe
upar chale aana... Agar waha me na dikhu, to samajh lena tu
narak me hai... |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Miss Swagata
K. |
|
|
|
|
|
| FLH-15. |
Aap ko miss karna
roz ki baat hai, aap ko yaad karna aadat ki baat hai, aap
se door rehna kismat ki baat hai magar aap ko jhelna himmat
ki baat hai. |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Mr. Tanmoy B. |
|
|
|
|
|
| FLH-14. |
Bhagwan se Scooter
manga.. Car di; Ghar manga.. bangla diya; dost manga toh tumhey
diya.. Bhagwan ne isbar aisa zulm kyoun kiya. |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Mr. Tarun D. |
|
|
|
|
|
| |
|
| |
|
| FLH-13. |
Aapko... hum sirf
aapko aur aapko, are aapko haan haan aapko, baba aapko, aapko
only aapko aur kisi ko nahi bas aapko hamesha tang karenge....
|
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Miss Nandita
S. |
|
|
|
|
|
| FLH-12. |
Hey Dear Kaha ho
Yar Pata Hai Kab Se Wait kar RAha Hoo Jaldi Aoo Na. Ache Se
Tayar Ho Kar Aana, Dekho Hamesha Ki Tarah 1st Prize Tumhein
Milna Chahiye Aaj mera Yaar Phir Monkeys Fashion Show Jeete
Ga.. |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Miss Chaitali
J. |
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
|
|
| FLH-11. |
Aap Ka Sms NeeChey
Hain aur Neechey Thora aur NeeChey One Step More Aap Aik Sms
Keliye Itney niche Utro Gey, Mujhey Nahee Maloom tha. |
| |
| |
This
Flirt SMS is contributed by: Mr. Amit D. |
|
|
|
|
|
|
|
| |